Thursday 12 July 2018

Facebook account ko hack hone sai Kaise bachaye

Hello Dostoo aj Mai apko batao ga ki Facebook hack kaise hota hai dostoo aj kai time Mai Facebook ko hack karna bahut hi namunkin hai kye bare Aisa hota hai ki apka Facebook hack account hack ho jata hai.


To dostoo aj Mai apko batao ga ki kis galti sai apka Facebook account koy hack kar leta hai dostoo app bhi galti kabhi mat karna mai apko kuch tips batane wala hu jinko app follow karna app sabhi tips ko dhayan sai padhye Taki apko sab kuch samajh ajai ki app kon si galti karte ho.

1. Using phishing page

dostoo phishing page kai bare Mai Apne to Suna hi hoga dostoo phishing page Wah page hai to hack in kai liyai page create Kiya jata hai.

dostoo hacker Aksar jab is page ko create karta hai to dostoo yai page bilkul Facebook ti tarah dikhai deta hai dostoo app isko dekh kar yai nhi kah sakte ki yai page fake hai chaliya dostoo Mai Bata hu hack kaise karta hai dostoo hacker apko ak link send kare ga jab app link par click Karoo gai to wo Facebook page ki tarah login ki tarah open hoga jab app Apne account ko login Karoo gai to apka number or password hacker kai pass chal Jaye ga.

2.using keylogger

Keylogger Sabse asan tarika hota hai Facebook hack karne ka keylogger ak software hota hai Jo hacker kai dwara victims kai phone ya computer Mai install hota hai hai apne system par wo sari details jaise username password (Sabhi Accounts ka ) hacker ke pass FTP ke through ya email ke through chali jati hai. Isliye aap kabhi bhi apna system kisi aur ko use krne ke liye na de aur na hi kisi aur ke computer system me login kare.Agar login bhi karna hai toh aap virtual keyboard ka istemaal kare.

3.using DNS spoofing

DNS spoofing tabhi kaam karta hai jab victims or hacker ak sath network par hote hai is method Mai hacker DNS kaai jaise fake DNS generate karta hai or original Facebook ko fake Facebook Mai change kar deta hai or jaise hi user apni I'd or password login karta hai is liyai Apne wife ka password strong use karo.

4. Brut fors-attack

Brut fors-attack ak software hota hai jiski madat sai hacker apko Gmail I'd par attack' karta hai or wo apki Gmail I'd ko hack karke isme sai kuch word Nikal ta hai jaise 1 sai 9 number kai bich or A Z tak kai bich fir wo apki parsnol chiji Mai use karta hai.

Brut fors-attack sai bachne ka ak tarika hai dostoo agar app Apne Facebook ya WiFi ka password kisi word Mai rakhte ho to jase ki dostoo example mai maine Apne WiFi ka password Arun rakha to dostoo isko koy bhi hack kar sakta hai is liyai password Mai app@₹$¢%©® kuch aise word rakhiyai Taki apka WiFi hack Na kar Pai.


5. password guessing

. dostoo dekha Jaye gi 10% log apna name ka password Laga kar rakhte hai.

. Or 40% log apna mobile number Facebook ya Apne wife kai password Mai use karte hai.

.50% log to aise hai Jo apni girlfriend ka mobile number ya uska name use karte hai.

To dostoo agar app chahte ho ki apka Facebook ya WiFi ka password hack Na ho to dostoo yai normal sai password use mat Karoo dostoo aj kal hacker kai liyai aise password kuch nhi hai wo bahut jaldi pata kar laite hai or fir apke chijo ka galat is timaal karte hai.

To dostoo plz bataye ga ki apko hamara post kaisa Laga or hamse comment box Mai kisi koy bhi chij puch sakte ho.

To Dhanya wad dostoo...


Disqus Comments